Yeah naa thee hamari kismat k visal-e-yaar hotaa
Agar aur jeetay rehtay, yahi intizaar hotaa
Koee mairay dil say puchay tairay teer-e-nim-kash koo
Yeah khalish kahan say hoti joo jigar k paar hotaa
Yeah kahan ki dosti hai k bane hain dost nasseh
koeee chaarsaaz hota koee gam-gusaar hotaa
Kahun kiss say main k kiaa hai shab-e-gham buri bala hai
Mujhay kiaa buraa thaa marana agar ek baar hotaa
Yeah masail-e-tasavuf, yeah tairaa bayan Ghalib
Tujhay ham vali samajhtay jo naa bada-khuwar hotaa
tera chehra
kitna suhana lahta hay
teray agay chand purana lagta hay
tirchay
tirchay teer nazar kay lagtay hein
sedha sedha dil peh nishana lagta hay
aag ka kia
hay pal do pal mein lagti hay
mubhtay mughtay aik zamana lagta hay
payon na
bandhna panchi ka par bandhna
aaj ka bacha kitna siyana lagta hay
sach tu yeh
hay phool ka dil bhi chalni hay
hansta chehra aik bahana lagta hay
sunnay
walay ghantoon suntay rehtay hein
mera afsana sab tu fasana lagta hay
kaif bata
kia teri nazar mein jado hay
bacha bacha tera diwana lagta hay
Her
Khushi Jis Pay Luta Di Hum Nay
Aab Kay Yoon Dil Ko
Saza Di Hum Nay
Us Ki Her Baat Bhula
Di Hum Nay
Eik , Eik Phool
Bohat Yaad Aaya
Shakh-E-Gul Jab Woh
Jala Di Hum Nay
Aaj Tak Jis Pay Woh
Shermatay Hain
Baat Woh Kab Ki
Bhula Di Hum Nay
Sheher-E-Jahan Rakh
Say Abad Hua
Aag Jab Dil Ki Bujha
Di Hum Nay
Aaj Phir Yaad Bohat
Aaya Woh
Aaj Phir Us Ko Dua
Di Hum Nay
Koi To Baat Hia Us
Main Faiz
Her Khushi Jis Pay Luta Di Hum Nay
Her Khushi Jis Pay Luta Di Hum Nay
Her
Khushi Jis Pay Luta Di Hum Nay
Aab Kay Yoon Dil Ko Saza Di Hum Nay
Us Ki Her Baat Bhula Di Hum Nay
Eik , Eik Phool Bohat Yaad Aaya
Shakh-E-Gul Jab Woh Jala Di Hum Nay
Aaj Tak Jis Pay Woh Shermatay Hain
Baat Woh Kab Ki Bhula Di Hum Nay
Sheher-E-Jahan Rakh Say Abad Hua
Aag Jab Dil Ki Bujha Di Hum Nay
Aaj Phir Yaad Bohat Aaya Woh
Aaj Phir Us Ko Dua Di Hum Nay
Koi To Baat Hia Us Main Faiz
Her Khushi Jis Pay Luta Di Hum Nay
agarcha main eik chtan sa admi
raha hoon
agarcha main
eik chtan sa admi raha hoon
magr tara bad
hosla hai ka ji raha hoon
woh reza reza
mara badan main atar raha hai
main katra
katra osee ke aankhoon ko pee raha hoon
tari hatli pa
kiss na likha hai katal mara
mojhy to kagta
hai main tara dost bhi raha hoon
kholi hai
aakha magar badan hai tmaam pathr
koie batay
main mar choka hoon ka ji raha hoon
ma poch mojh
sa ka shahr walo ka hall kya hai
ka main to
apna gahr main bhi do gari raha hoon
maila to bita
dino ka sach uus ke aankh main tha
woh ashana jis
sa modto ajnabi raha hoon
bola day mojh
ko ka ba wafai bacha hai lakin
gowana mojh ko
ka main tari zinsgi raha hoon
woh
ajnabi ban ka ab nila bhi to kya hai moshan
ya naaz kam
hai ka main bhi uus ka kabhi raha hoon
AANSOO
Kisey Pukarain Hum Is
Hujoom-e-Gham Main
K Sub Hi Hamaray Aazamaye Huay Hain
Tum Hi Ne Humain Kar
Dia Tanha
Warna Hum To Taalluq Nibahye Huay Hain
Dheemay Dheemay Aansoo
Dil Se Girte
K Hum Apna Gham Sub Se Chupaye Huay Hain
Un Shano Tak Ab Rasai
Na Rahi
Jin Shano Pe Aansoo Bahaye Huay Hain
Hum Karain Ab Kisi Per
Kaisay Bharosa
K Zamane Se Dhokay Khaye Huay Hain
Khushion Se Bhi Ab To
Lagta Hay Darr
Is Qadar Zakham Hum Ne Khaye Huay Hain
Ab Dast-e-Shanasai Na
Barhayain Gay Hum
K Zamane Bhar Se Thukrai Hue Hain
kisee nay pocha
mohabbat kia hai?
Samandar
nay kaha.... Mohabbat samandar key gehraiyo may chepie
hoe eik seepe hai.. JIss may chahat jessa anmol moti mojood
hai.
Baadal
nay kaha .... Mohabbat eik ~dhanak hai . Jiss may har
Rang Nomaya hota hai...
Shairr nay kaha.... Mohabbat eik
esse ghazal hai ,, Jo har eik sunay walay kay dil may uttar te
chali jate hai ...
Saaz nay kaha .... Mohabbat eik
essa geet hai .. Jo Dil may uttar jata hai ...
Malee nay kaha.... Mohabbat
gulshan kay phool key woh dilkash khusboo hai... Jiss may sara
gulshan mehak uttah hai...
Ankhon nay kaha .... Mohabbat
ansoo ka samandar hai.. jo kisse kay intezar may khamoshi say
behta hai...
Dil nay kaha .... Mohabbat kisse
ko Khamoshi say chahay janay ka naam hai... kay aakhire waqt
bhee Izhar na kiya jay...
Naseeb nay kaha .... Mohabbat wala
duniya ka khush Kismat tareen insaan hai .. Aur jiss kay Dil
may Mohabbat nahin... Woh duniya ka Badd Tareen shakhs Hai...
Nafrat nay kaha .... Aakhiri Jeet
Mohabbat ki Hoti hai..
_/ _/ _/ _/ _/ _/ _/ _/ _/ _/ _/ _/ _/ _/ _/ _/ _/ _/
sub kuch sunna kuch na kehna kitna mushkil
hai...
sub kuch sunna kuch na kehna kitna mushkil
hai
tum se bichhar k zinda rehna kitna mushkil hai
jin raho pe saath chalay thay har mausam
mai sathi
un raho pe tanha chalna kitna mushkil hai
qadmo ki raftar se agay waqt yaha chalta
hai
sheher mein ab logo se milna kitna mushkil hai
ABDUL kitni rahei badlon pao behek jatay
hai
mai-khanay se bach k nikalna kitna mushkil hai
_/ _/ _/ _/ _/ _/ _/ _/ _/ _/ _/ _/ _/ _/ _/ _/ _/ _/