jab se us ney
sheher ko choraaaa ,har rastaa sunsan hua
jab se us ney sheher ko choraaaa ,har
rastaa sunsan hua
apna kia hai ,sarey shaher ke ek jaisa
nuqsan hua
yeh dil, yeh aseed ki nagri .maskan sochon
ka wehmon kaa
sooch raha hun is nagri mein tu kab se
mehmaan hua
sehra ki mun zor huawaen "auron" se mansoob
hui
muft mein hun awara thehrey , mujt mein
ghar veeran hua
merey hall pe hairat kaiseyyyy ,dard ke
tanha mausam mein
pather bhi roo partey hain, insaan tu phir
insaan hua
itni der mein ujrey dil pee ..kitney mehsur
beet gayee
jitni der mein tujh ko paa kaa , khooney
ka imkaan huaa
kal tak jis ke gird tha raqsaaan,ek nabuah
taroon kaa
ajj usii ko tanhaa paake , mein tu bohat
hairaan huaa
us se kaisa shikwaa kijiyeeee ..woh tu
abhi nadaan hua
jin askon ke phelii loo kooo hum bekar
samjhtey they
in ashkoon se kitna roshan ek tareek
makaaan hua
yun bhiii kam ameez the mohsin woh is
shsher ke logon mein
lekin merey samneyaaker aur bhi kuch anjaan
hua