Mohabbat zaat hoti hay
provide by
AbDuLmAtEeNkHaN
mohbat zaat ki takmeel hoti hay
koi janngal main ja tehry kisi
basti mainn bas jaye
mohbat saath hoti hay
mmmohbat koshboon ki lay
mmohabt aabsharoon ka dhann
mohabt aabsharoon kay nikhrty
panion ka man
mohbat jangloon main raqs karti
morni ka tann
mohabt barf parte sardion main
dhoop banti hay
mohbat chilchilaty garm sehraoon
main chaoon banti hay
mohabt ajnbi dunya main appny
gaoon ki maanind
mohbat dil
mohbat jaan
mohbat moorti hay
aur kabhi dil kay mandir main
kahien par toot jaye
mohbat kaanch ki guriya
fizaoon main kisi kay haath say
gar chooot jaye to
mohabt aabla qarb ka
aur phoot jaye to
mohbat roog hoti hay
mohabt sham
mohbat raat hoti hay
mohabt jihlmilati aankh main
barsat hoti hay
ohbat neend kay rastoonn mainn
khab kay rastoon par sulgty jaan ko aaty rat jagoonn ki ghat hoti
hay
mohabt jeet hopti hay
mohbat maat hoti hay
mohbat zaat hoti hay