1.Kon kehta hai pyaar may pakray jaeen gay?
Waqt aanay per behen bhai ban jaeen gay
--------------------------------------------------------------------------------
2.Teray husn ki kia taareef karoo?tera bander jaisa mu
Teri zulfo ki kia tareef karoo?teray ek ek baal pe joo
--------------------------------------------------------------------------------
3.Mohabbat mujhay un jawano se hai
Jo
khatay peetay gharano se hain
--------------------------------------------------------------------------------
4.Aj bagh may kali hai, kal gulaab ho ga
Mujh se shadi karlo,tum ko sawab ho ga
(Jo
tum say shadi karay,is ka dimaagh kharaab ho ga)
--------------------------------------------------------------------------------
5.Itnay dino se jalanay nahi aya
Jalti hui aag ko bujhanay nahi aya
Kehta tha saath jiyen gay saath marain gay
Ab
rooth gai hoon to ullu ka patha mananay bhi nahi aya.
--------------------------------------------------------------------------------
6.Ghar se roz jata hai wo
Maa
ko bohot rulata hai wo
Kambakht baap
Sab
ko hi satata hai wo
--------------------------------------------------------------------------------
7.Hathi nay kaha hathni ki kabar per ja kar
Sadqay jaoo tumhari patli kamar per
--------------------------------------------------------------------------------
8.Tum bhi besahara,hum bhi besahara
Fittay mu tumhara,fittay mu hamara
--------------------------------------------------------------------------------
9.Hum nay usay dekha angle badal kar
Us
nay hamay mara sandle badal kar
--------------------------------------------------------------------------------
10.Dil kay armaa aanso'oo may bah gaye
Un
kay bachay hamay mamu kah gaye
--------------------------------------------------------------------------------
11.Hum nay tumhay dil diya dildar samajh kar
Tum
kha gaye is ko naswaar samajh kar
--------------------------------------------------------------------------------
12.Na main shaa'ir hoon na shaa'ir ka bhateeja hoon
Main apnay baap ki enjoyment ka nateeja hoon=
--------------------------------------------------------------------------------
13.Dabbay may dabba dabbay may khargosh
Nana nay aankh mari nani behosh
--------------------------------------------------------------------------------
14.Khuda karay sab haseenaao ke baap mar jaeen
Maut ka bahana ho aur hum in kay ghar jaeen
--------------------------------------------------------------------------------
15.Ishq kay samander main ghota lagaya
Pani both thanda tha main bahar nikal aya
--------------------------------------------------------------------------------
16.Un ki gali say guzray,ajab ittefaq tha
Unho nay phool phanka,gamla bhi saath tha
--------------------------------------------------------------------------------
17.Log kehtay hain kayamat kay din marr jaeen gay
Hum
bhi bohot chalaak hai,mangi thallay war jaeen gay
--------------------------------------------------------------------------------
18.Wo ankh bari pyaari thi jo hum nay usay mari thi
Wo
sandle bari bhari thi jo us nay hamay mari thi
--------------------------------------------------------------------------------
19.Mera dil para hai loose
Is
ko matt karo tum use
Warna parain gay tum ko shoes