|
|
|
|
|
Dil hai
tera dariyaa....Aankhen hain teri Jheel
So my darling ... What's The Big-Deal ?? |
|
Dil
Logi Ke Jaan Logi
Meri Jaan Set Hone Main Kitna Time Logi |
Patharr
kyun marte ho, pura pahaar maar do
Hum yuheeen mar jayenge, sirf ek baar aankh maar do |
|
Meri
jaib main hai kath, meri rifle bhari hui hai
Mujhe khauf kya police ka, mera baap mantri hai |
Neil
Armstrong Chand par Gaya aur Farmaya
Ye Saala, Idhar hawa kyon nahin ayaa |
|
Yeh
tera chehra hai yaa kele ka chhilka
Jo dekha to dil phisal gaya |
Tairna
Hai To Paani Main Aao, Kinare Pe Kya Rakha Hai
Ishq Karna Hai To Bahar aa, Ishare main Kya Rakha Hai |
|
hum ne
tumhari yaad mein ro ro ke tub bhar diye
Aur tum bewafa aye, aur naha ke chal diye |
Maine
tujhe dekha Dekhta raha,
Dekhta hi gaya Phir mujhe chashma lag gaya |
|
Bolaa
dukaan-daar, ke kyaa chahiye tumhain
Jo bhii kaho ge merii dukaan per wo paoge
maine kahaa ke kutte ke khaane kaa cake hai
bolaa yahiin pe khaaoge yaa leke jaaoge |
Aaj
phir aaye hitchkiyaan Dil-E-Nasaad mujhe
Shayad us sokh ne bhul e se yaad kiya mujhe |
|
Aaakhain
taras gaye tumhara khyal aa gaya
Ab to chehra dikha do, naya saal aaa gaya |
Gul
Gaye Gulshan Gaye, Gul Ke Patte Rah Gaye
Sare Shayair Mar Gaye, Tum Ullu Ke Pathe Rah Gaye |
|
Paida
hua Wakeel (advocate) to Shaitaan nay kaha
Lo aaj main bhee Sahab-e-Aulad ho gaya. |
|
Aaakhain taras gaye tumhara khyal aa gaya
Ab to chehra dikha do, naya saal aaa gaya |
Gul
Gaye Gulshan Gaye, Gul Ke Patte Rah Gaye
Sare Shayair Mar Gaye, Tum Ullu Ke Pathe Rah Gaye |
|
Paida
hua Wakeel (advocate) to Shaitaan nay kaha
Lo aaj main bhee Sahab-e-Aulad ho gaya. |
Jahaan
gaaye the khushiyon ke taraane,
Muqaddar dekhiye roye wahiin par
Hue masjid se Gum juute hamaare,
JahaaN se paaye the, khoye wahiin par |
|
Ghar
ghar main diya jale, To diwali mat samjho
Agar main tera peeche paroon, To mawali mat samjho |
Khud
ko kar buland itnaa
Kay Himaalay ki choti pe jaa pahunche
Aur khuda tumse puche
Abe gadhe, ab utrega kaise |
|
Janaza Mera Nikla,
Duniya Dekh Ne Nikli
Magar Woh Zalim Na Nikli, Jiske Liye Mera Janaza
nikla |
Teri Beauty Ne Mujko Appeal Kiya,
Dusri Ko Reject Kiya,
Aur Tisri Ko Select Kiya. |
|
Sheeshi bhari gulab ki, phatthar se phor doon
Pant wali mil jaye, to ghanghre wali ko chor doon |
Teri zulf kya hai raat ka saaya hai
Sar mudaa deeya to sawera ho jayega |
|
Tere
ishq main janam kya se kya haal ho gaya
Badan se badboo aa rahee hai, nahay jamana ho gaya |
Aasman
se gira ek chaand ka tukda,
Usse bhi sundar aapka mukhra. |
|
Na
teer, na talvaar se ghayal hue hain...
Teri sirf ik nazaar se, ilzaam, Shaayar hue hain |
Apple kaat ta hoon knife se, Paani peeta hoon pipe se,
Kya zamana aaa gaya, Joote khata hoon wife se. |
Jahaan
gaaye the khushiyon ke taraane,
Muqaddar dekhiye roye wahiin par
Hue masjid se Gum juute hamaare,
JahaaN se paaye the, khoye wahiin par |
|
|
|
|
|
|
|